The 10 Best Hindi Movies List Directed By Women, Ranked

5/5 - (1 vote)

Best Hindi Movies List Directed By Women: Hindi cinema jagat me bahot sare hit director hai . jo apne kabiliyat aur dam se bollywood ko sandar film diya hai . lekin Indian aisi ladies director hai jo aschi hindi film ko banakar mahila ko naam rakhi hai. aajki compition ki daur par mahila kishi se kam nahi hai .

Meghna gulzar ek Indian cinema ki popular director hai. jo bahot hit film ko banai hai . Talvar (2015), Chhapaak (2020) jaisi hit film ko diya hai . ye kuch saal pahele Alia Bhatt lead role me Raazi film ne box office par aschi kamai kiya tha . budget 40 crore ki aur collection 197 crore kiya ye film box office par hit rahi . alia bhatt ke ye film lead role sabse jyada kamai karnewali film hai . aapko hindi cinema jagat ki best ladies director ke duawa top 10 movies ki list hai .

10 ‘1947 Earth’ (1999)

This is impossible to talk about best female director . aur Earth film ko describe na kare .Deepa Mehta ki directed Earth film romance drama film 10 sep 1999 me release hui thi . is film ke lead role amir khan, nandita das, rahul das thi .

Story lahore( abi pakistani Punjab ka rajdhani hai . jo indian impendence samay 1947 ki india bibhajan ka bare me tha .  Ye 1999 ke academy award for best foreign language film tha .

9 ‘Raazi’ (2018)

Best Hindi Movies List Directed By Women
Best Hindi Movies List Directed By Women

Ek best example raazi film hai . jise meghna gulzar ne nirdeshit kiya . film me lead role me alia bhatt hai . ye film haridar sika ke upanyash”calling sehmat” par aadharit film hai. 1971 ki indo-pakistan ki yudh ke samay ki pakistaani sanaya adhikari se marriage karkar ek gupt agent ki kahani hai .

Dharma production ke banner me bani ye film karan johar  producer film hai . film ko director meghna gulzar aur bhavani lyer ne likha tha .  razi theatres me 11 may 2018 ko release huwi thi . aur ek bollywood cinema ki female director duawa safal film bani .is film ko 2018 ki best filmfare awards for best film won movies thi .

8 ‘Gully Boy’ (2019)

Best Hindi Movies List Directed By Women
Best Hindi Movies List Directed By Women

Gully boy 2019 ki ek musical drama hindi film hai . jo reema kagti aur zoya akhtar ne is film likha hai . excel entertainment ke production me bani ye film zoya akhtar ne hi directed kiya hai .

Ye ek under ground rappers ke jiwan par aadharit movie hai . gully boy bumbai ki dharavi basti se aayi ek gully boy rapers ki sachi ghatna ki kahani me bani film hai . gully boy me ranveer kapoor aur alia bhatt film ke lead role me hai . agar aapki zindagi ek rappers se milti hai .to aapko ye film jarur pasand aayegi .

7 ‘Lust Stories’ 2018

Zoya akhtar ke direction ek modern life ki drama, comedy film hai . ye film 4 ladies ki jiwan ki adhura bhatakti kahani hai . jo apne jiwan ne apne utna kush nahi tha . kisiko pati kush nahi kar pa raha tha .to kisiko free me maja lut leta tha . means nokrani ko . is film ko 18 age ke upper ke hi purush aur mahila  film ko dekhe .

Is ke mukhya role me Vicky kaushal, kiara advani, manisha koirala, sanjay kapoor, bhumi pednekar, neha dhupiya hai . kamal hai. zoya akhtar kamal ki film banai hai. salute hai  mam aapko .aise hi aur bhi tarapte film ko banaiye .  

6 ‘Ek Alag Mausam’ (2003)

Ek alag mausam hindi film 2003 me k.p sasi ne direction kiya . is film me  nandita dasm anupam kher, renuka shahane, ajit hande, bab annur, rajit kapoor hai . ye ek family drama film 3 january 2003 me aayi thi .

Film ko sushma ahuja aur Mahesh dattani ne likha hai . dusaro ke sath bina surakshit sambhog karne se bada bimari aids ka sikar ho sakta hai . agar aapko lagega to aapko biwi bache ko bhi aapse dar rahega . Isi kahani par aadharit suresh naam ki bekti ko ye bimari lagta hai. aur baki aapko is film ko dekhiye . aapko jarur pasand aayegi .

5 ‘Amu’ (2005)

Shonali bose ek indian film director aur producer hai . uska Amu film national film award ko jita hai . ye film 2005 me barlin film festival and Toronto international film festival me premier hui thi .

Amu ki story ek 21 sal ki  Indian aur ameriki mahila jo 3 saal se hi America me rahi thi . phir UCLA se degree puri karke apne desh Indian jati hai . apne ristedaar se milne . aur baki kahani aapko movie dekhkar pata chalegi .

4 ‘One Night Stand’ (2016)

One night stand 2016 ka hindi language sunny leone ki drama romantic, thriller movie hai . bhavani lyer ke story me bani is fim ko jashmine Moses D’Souza ne nirdeshan kiya . sunny leone, tanuj virwani, nyra banejree aur aamir ahmed is film ke lead role me hai .6 july 2016 ko release huwi thi .

Sunny leone ki ragini mms jaise hi ek hot film hai . ye film agar aapne nahi dekhi hai . to definitely pasand karoge . is film ka box office 41 crore tha . jo ek aschi collection tha .  

3 ‘Ye dooriyaan’ (2011)

Ye dooriyaan ek 35 year ki simmi ek dancer aur famous chrographer divorced mahila hai . jiska 2 saal ka bache hai aur wo akele hi jiwan bitate hai . deepshikha nagpal is film ke story, screenplay,producer, director aur lead role actress ki bhumika hai .

Uske awala keshav arora, ayub khan, inder kumar, kunika is film ke baki kalakar hai . v1 creations ki banner me nirman is filmko sumdhur sangit famous music by sajid-wajid ne diya hai . ek akeli ma apne bache aur jiwan kaisi kathinaiyo se chalati hai. is film me aapko dekhneko milega .

2 ‘Paap’ (2004)

John Abraham, gulshan grover, udita goshwami,aishwarya Mehta is film ke lead role actor actress hai . paap ek thriller,crime film jo hindi cinema jagat ki talented actress director pooja bhatt ne kiya hai. Mahesh bhatt is film ke written kiya aura nu malik ne film ko sangit diya hai.

Film me ek jawan ladaki kaya ki hai jo ek beatufull hai and ek ghati me raheti thi . aur budha ke mandir me samil hone ka pratiksha kar rahi thi . jaisa naam hai waisa film ka story  hai . aap jarur dekhiye

1 ‘parched’ (2016)

Parched ek 23 september 2015 me release drama, film hai . jiska production ajay devgan, reliance entertainment and Leena yadav is film ke director hai .

Ye film 4 mahila ki charitra ki kahani hai .jo india ki uttar paschimi setra me ek chota sa gawa me jiwan bita rahi thi . Hitesh sonik ke duawara sangit mili ye film ki budget 2.7 million aur world wide 12 crore ki collection kiya tha . gao ki jiwan bhare dastav jiwan ko samajh ne ke liye is film ko jarur dekhiye .

Conclusion

Agar aap logoko aaj ki article pasand aayi ho to apne friends ke sath share jarur kare . and bollywood related updates ke liye joined my telegram channel and whatapp account thank you .

Related Posts

salaar movie cast & Crew
12th fail cast and details
dunki shah rukh khan details
Fighter hrithik roshan film details
Tiger 3 All details
katrina kaif upcoming movies

Leave a Comment